Wednesday 31 October 2012

beloved

woh hawa ka jhoka jo tumhari aahat sunati hain,
woh laharein jisme tumhari awaaz samayi hain,
woh baharein jinme tumhari hasi chupi hain,
yaad aate ho tum mujhe har lamha
ab rahe na mera dil tanha

tum hi zindagi ki dhoop ho
tum hi ho chaya
meri zindagi ki har panha
mein hein likha tumhara naam......

2 comments: